Maila Majnu Lyrics


Young Stunners Maila Majnu

(Music)

I'm Maila and I know it...

Gola ganda ban kar ye to Atrium jaatay hain

Bathroom men khare ho kar tasveeren banate hain

Actually in ka dolmen mall men stall hai

Supra to dekho saeen lunday ka maal hai

Wallpaper pe laga hai emo boy

Saabun se min b dho liya karo oye

Saint Joseph k bahar karte hain khuwaari

Inki Eid hoti hai jab khulti hai double sawaari

Inki skinny jeans upar laal shirt aur chashmay(glasses) in k neelay peelay

Sea view par bhi dikhengay tmhe ganday aur geelay

Khatay hain ye har paanch(5) minute baad Chhaliya

Dete hain ye baat baat pe itni gaaliya

Wo gaaliya jo ap or main to day nahi saktay

Apnay Level ko ham itna low nahi rakhtay

Ye wo log hain jo aap or main to ho nahi saktay

Q k Gold Leaf k packet men Morven ham nahi rakhtay

BOYS!

Babu ji ne kaha beta Laila ko chhor do

Laila ne kaha k Maila hona chhor do

Mailon ne kaha jani Gutka chhor do

Gutka jahan milay foran mufta tor do

Babu ji ne kaha beta Laila ko chhor do

Laila ne kaha k Maila hona chhor do

Mailon ne kaha jani Gutka chhor do

Aur Aamir Bhai ne kaha beta c*** do

Burgeron ko maaf kiya ab baari hai in mailon ki

Jidhar koi bachi dekhen bole hi hello ji

Toliyan bana kar ye to sea view jaatay hain

Bikon pe Wheelie maar k bachiyon ko dikhatay hain phhir un ko lekar jaatay

Quaid k mazaar

Saath beth kar chhaliya khatay aur kehte isay pyar

Balkay Park to nai jaatay hain Maya se yeto darte hain

Deewaron par in k number Katrina pe martay hain

Hardees jao to bhi ye maangay bun kabab

Inkay sath to baithna b hota hai azaab

Shining waali shirt par unpe gutke k daagh hain

Bachiyon ko bole maal chhichhorpan k baap hain

Mera pichhla gana inka favorite song hai

Ye sun kar bolayngay jani ye to bohot wrong hai

Paan chhaliya ko rakhtay ghar men sajaa k

Aao na jani khashboo laga k

Babu ji ne kaha beta Laila ko chhor do

Laila ne kaha k Maila hona chhor do

Mailon ne kaha jani Gutka chhor do

Gutka jahan milay foran mufta tor do

Babu ji ne kaha beta Laila ko chhor do

Laila ne kaha k Maila hona chhor do

Mailon ne kaha jani Gutka chhor do

Aur Aamir Bhai ne kaha beta c*** do

Sirf maila nahi yahan maili bhi hoti hai

Jo saal k saal sirf aik baar baal dhoti hai

Jis ki shakal mailaypan ki kahani sunati hai

Mun dhonay jaati hai sabun ko b sharam aajati hai

Naam lena shuru hua to hojae ga masla

Rawkilishos hot by floris enjin punksta

Sheeshay k aagay lagaati aik aik ghanta

Date pe burger k saath peeti hai ye fanta

Jitna b ho paisa VIP gutka hi khana hai

Hato bacho Ustaad ye mailon ka zamana hai

Zainab market k chakkar pe chakkar lagatay hain maiyyat ho ya shadi ye

Kapray wahin se latay hai

Munh men iske gutka China ka phone haath men

Shakal itni kaali k nazar b na aye raat men

Aur jaatay jaatay mera sawal hai kuchh yun

K waqar zaka tu itna maila hai q?

Babu ji ne kaha beta Laila ko chhor do

Laila ne kaha k Maila hona chhor do

Mailon ne kaha jani Gutka chhor do

Gutka jahan milay foran mufta tor do

Babu ji ne kaha beta Laila ko chhor do

Laila ne kaha k Maila hona chhor do

Mailon ne kaha jani Gutka chhor do

Aur Aamir Bhai ne kaha beta c*** do

(Aamir Liaqat): Phenk do sab...


Latest Music News