Aankhen Pyari Hain Lyrics


Yeh Hai Jalwa Aankhen Pyari Hain

Aankhen Pyari Hai Baatein Pyari Hai

Par Sab Se Pyara Tera Dil Hai

Jo Mere Seene Mein Dhadakta Hai Dhadakta Hai

Aankhen Pyari Hai Baatein Pyari Hai

Par Sab Se Pyara Tera Dil Hai

Jo Mere Seene Mein Dhadakta Hai Dhadakta Hai

Mauka Bhi Hai Mausam Bhi Hai Hai Armaan Masti Bhare

Hota Hai Jo Ho Jaane Do Hai Yeh Haalat Badle Huve

Mauka Bhi Hai Mausam Bhi Hai Hai Armaan Masti Bhare

Hota Hai Jo Ho Jaane Do Hai Yeh Haalat Badle Huve

Tadapta Hai Mann Mera Machalta Hai Tan Mera

Oh Tere Pyaar Ka Ek Shola Hai

Jo Mere Seene Mein Bhadakta Hai Bhadakta Hai

Mushkil Bada Kehna Hai Yeh Meri Saason Mein Tofaan Hai

Roko Nahin Kehdo Sanam Tujhe Qurbaan Yeh Jaan Hai

Mushkil Bada Kehna Hai Yeh Meri Saason Mein Tofaan Hai

Roko Nahin Kehdo Sanam Tujhe Qurbaan Yeh Jaan Hai

Nahin Tum Bin Ab Guzara Mere Dil Ka Tu Sahara

Nahin Tum Bin Ab Guzara Mere Dil Ka Tu Sahara

Oh Tere Pyaar Ka Ek Sawan Hai

Jo Mere Seene Mein Barasta Hai Barasta Hai

Aankhen Pyari Hai Baatein Pyari Hai

Par Sab Se Pyara Tera Dil Hai

Jo Mere Seene Mein Dhadakta Hai Dhadakta Hai

Most Read Yeh Hai Jalwa Lyrics



Latest Music News