Home Page »  S »  Shrey Singhal
   

Khud Se Judah Lyrics


Shrey Singhal Khud Se Judah




Raaste khushfehmiyan
Ab reh gaye hain darmiyaan
Maine pyar tujhse hai kiya
Tanha tere bin main rahaa

Manzilein hain farebiyaan
Jo asar tera mujhpe huaa
Ke tera mera pyar
Kyun yeh aitbaar karne laga
Haan meri jaan
Tera deedar karda rawaan

Guzaare thhe jo pal
Paa ke tujhe darbadar
Ke tune mera dil
Khud se judah kar diya

Tum hi ho paas mere
Tum hi thhe saath mere
Tumse hi haasil huaa
Mujhko mera pataa

Chaaha jo tumko sadaa
Paaya yun khud ko zaraa
Lamhe woh dhoondun kahaan
Itna mujhe bataa

Yeh ishq toh laazmi hai
Har dard mein tu basi hai
Saanson ko teri kami hai
*

Dhadkanein hain shiqayatein
Kyun tham gaye ye dil yahaan

Ke tera mera pyar
Kyun yeh aitbaar karne laga
Haan meri jaan
Tera deedaar karda rawaan

Guzaare the jo pal
Paa ke tujhe darbadar
Ke tune mera dil
Khud se judah kar diya

Most Read Shrey Singhal Lyrics


Browse: