Yeh Zindagi Lyrics


Sajjad Ali Yeh Zindagi

Narration:(Youn tu sargam ka pehla sur Sa mana jaata

Hai, lekin meri compostions mein sargam ka pehla sur Pancham hai...)

Yeh Zindagi Jaisay Khushi

La La La La La

Yeh Zindagi Jaisay Khushi

Hatheli Pe Rakh Ke Muskurane Lagi

Zindagi La La La La La

Hooooooo

Zindagi La La La La La

Yeh Zindagi Jaisay Khushi

Hatheli Pe Rakh Ke Muskurane Lagi

Zindagi La La La La La

Hoooooooo

Zindagi La La La La La

Hoooooooooooo

Zara Aur Jeenay Ki Aas Rahay

Koi Tu Kinaray Ke Paas Rahay

Yeh Aihsaas Rahay

Hooooooooooooo

Zara Aur Jeenay Ki Aas Rahay

Koi Tu Kinaray Ke Paas Rahay

Yeh Aihsaas Rahay

Younhi Mujhe Aisa Lagay

Saahil Pe Jaisay Ghar Bananay Lagi

Zindagi La La La La La

Hoooooooooo

Zindagi La La La La LA

Hmmmmmmmmmm

Koi Phool Daali Se Toot Gaya

Rishta Baharon Se Choot Gaya

Maali Se Rootth Gaya

Haaaaaaaaan

Koi Phool Daali Se Toot Gaya

Rishta Baharon Se Choot Gaya

Maali Se Rootth Gaya

Jo Bhi Hua

Jaisa Hua

Chalo Yeh Bicharai Bhi Kinaray Lagi

Zindagi La La La La La

Hoooooooooo

Zindagi La La La La La

Yeh Zindagi Jaisay Khushi

Hatheli Pe Rakh Ke Muskurane Lagi

Zindagi La La La La La

Hoooooooo

Zindagi La La La La La


Latest Music News