Home Page »  S »  Sajjad Ali
   

Teetli Jaisa Pyar Lyrics

Album Name : Babia
Release Date : 2011-04-15
Song Duration : 5:16

Sajjad Ali Teetli Jaisa Pyar


teetli jaisa pyar tumhara
teetli jaisa pyar

teetli jaisa pyar tumhara
teetli jaisa pyar

yoon dekho to kitna pyara,
laykin kacchay rangoon wala

teetli jaisa pyar tumhara
teetli jaisa pyar

Dil mera kya chahata hai
tum ko batana naheen...

Dil mera kya chahata hai
tum ko batana naheen...

sapnon mein jo ghar bana tha
abb woh sajaana naheen

lafzoon ki shakhoon pe hai aashiyana
laykin kacchay rangoon wala

teetli jaisa pyar tumhara
teetli jaisa pyar

tum jo meray paas hotay
har baat kehta tumhain...

tum jo meray paas hotay
har baat kehta tumhain...

tum jo meray paas hotay
har baat kehta tumhain...

socha bhee na ho jo tum nay
woh pyar dayta tumhain
rehnay do choro yeh qissa purana
laykin kacchay rangoon wala

teetli jaisa pyar tumhara
teetli jaisa pyar

teetli jaisa pyar tumhara
teetli jaisa pyar

yoon dekho to kitna pyara,
laykin kacchay rangoon wala

teetli jaisa pyar tumhara
teetli jaisa pyar...



Browse: