Home Page »  K »  Kailash Kher
   

Saiyyan Lyrics

Album Name : Kailasa Jhoomo Re
Release Date : 2011-05-31
Song Duration : 5:43

Kailash Kher Saiyyan


Heerey Moti mai na chahoon
Main toh chahoon sangam tera
Mai toh teri Sayyaaaaan
Tu hai mera...
Sayyaaaaaaann Sayyaaaaaann

Tu Jo Chooley pyar se Aaraam se mar jaaon
Aajaa chanda Baanhon mai tujh mai hi gum ho jaaon mai
Tere naam mai kho jaaon..
Sayyaaaaann Sayyaaaaan

Mere din khushi se jhoomey gayen raatein
Pal pal mujhe dubaayen jaatey jaatey
Tujhe jeet jeet haaru,
Ye praan praan waaru,
Haye aise mai nihaaru,
Teri aarti utaaru,
tere naam se judey hain saarey naatey
Sayyaaaaan Sayyaaaan

Bn k maala prem ki tere tan pe jhar jhar jaaon
Bethu nayyan preet ki sansaar se tar jaaon mai
Tere pyar se tar jaaon
Sayyaaaaan Sayyaaaaaan

Ye naram naram nasha hai badhta jaaye
Koi pyar se ghoonghtya deta uthaye
Ab baanwra hua mann,
Jag ho gya hai roshan,
Ye nayi nayi suhagan,
Ho gyi hai teri jogan,
Koi prem ki pujaran mandir sajaye
Sayyaaaaan Sayyaaaaaan
Sayyaaaaan Sayyaaaaaan

Heerey moti mai na chahoon
Mai tou chahoon sangam tera
Mai na janu tu hi jaane
Mai toh teri tu hai mera



Browse: