Home Page »  S »  Shreya Ghoshal
   
Naam Likh Kar Lyrics

Album Name : Humnasheen
Release Date : 2014-02-12
Song Duration : 5:37

Shreya Ghoshal Naam Likh Kar

Naam likh kar woh mera ret par mitta dega

Yaad aa jaane ke woh mujhko yun saja dega

Hamne boyi nahi iss saal dushmani ki fasal

Shayad iss baar koi dost hi daga dega
Shayad iss baar koi dost hi daga dega

Kuchh iss tarah se hai saamil meri mitti mein hasee

Chhoon ke dekho mera har zakhm muskura dega
Naam likh kar woh mera ret par mitta dega
Yaad aa jaane ke woh mujhko yun saja dega
Naam likh kar woh mera ret par mitta dega
Naam likh kar woh mera ret par mitta dega.

RAJA YERRAM

Browse: