Home Page » R » Rafi

Qadam Badhaaye Ja Lyrics


Rafi Qadam Badhaaye Ja

Cho: qadam badhaaye ja na dar qadam badhaaye ja

Hai paanv tale tere zameen jag pe chhaaye ja

Ra: ye zindagi ki dhoop-chhaanv kya daraayegi

Cgo: jale hue chaman mein khud bahaar aayegi

Ra: museebaten to aayengi tu muskaraaye ja

Qadam badhaaye ja...

Alag na chal saathiyon se qadam mila ke chal

Cho: andhera chhaaya ho jahaan die ban ke jal

Ra: nai zameen pe aasamaan naya banaaye ja

Qadam badhaaye ja...


Latest Music News