Home Page »  R »  Rafi
   

Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan Lyrics


Rafi Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan


Haaye re insaan ki majbooriyaan-2
Paas rah kar bhi hai kitani dooriyaan, dooriyaan
Haaye re insaan ki

Kuchh andhere men nazar aata nahin
Koi taara raah dikhalaata nahin
Jaane ummidon ki manzil hai kahaan-2
Haaye re insaan ki

Shamma ke anjaam ki kis ko khabar
Khatm hogi yaa jalegi raat bhar
Jaane ye shola banegi ya dhuaan-2
Haaye re insaan ki

Posted by: p u r n I'm a



Browse: