Home Page »  L »  Lata Mangeshkar
   

Raat Barasaat Ki, Pahali Mulaaqaat Ki Lyrics


Lata Mangeshkar Raat Barasaat Ki, Pahali Mulaaqaat Ki


aa aa
raat barasaat ki, pahali mulaaqaat ki
yaad rakho balamaa- 3
yaad rakho balama, jo ruuthne ki baat thi

buund buund barase, dil mera tarase
pahali pahali baar piya, nikali huun gharase- 2
chori chori aake sainyyaa- 2
main ne mulaaqaat ki
raat barasaat ki

bijali ne roka, paani ne toka
chali aayi sochake jo hoga so hogaa- 2
tere liye thand sahi- 2
bhigi bhigi raat mein
raat barasaat ki



Browse: