Mere Mann Ka Baavra Panchi Lyrics


Lata Mangeshkar Mere Mann Ka Baavra Panchi

Mere mann ka baavara panchi kyon baar baar dole -2

Sapanon mein aaj kis ka vo bahake pyaar dole

Mere mann ka...

Kis ke khayal mein ye nazarein jhuki jhuki hain -2

Dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain -2

Tum ho qaraar jis dil ka -2

Wohi beqaraar dole

Mere mann ka...

Dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski -2

Ham paas hain tumhare phir dil mein yaad hai kis ki -2

Tum jo nazar milaao -2

Dil mein bahaar dole

Mere mann ka...

Kab se khade hue hain kah do to laut jaaye -2

Tumhe duur hi se dekhen har din na paas aaye -2

Aankhon mein zindagi bhar tak -2

Tera intazaar dole

Mere mann ka...


Latest Music News