Home Page »  L »  Lata Mangeshkar
   

Dil Mein Tu Mere Dil Mein Tu Lyrics

Album Name : History of Indian Film Music: Jogan (1950), Kala Pani (1958), Kali Ghata (1951),
Release Date : 2012-06-11
Song Duration : 3:25

Lata Mangeshkar Dil Mein Tu Mere Dil Mein Tu


( dil mein tu mere dil mein tu
Sapanon ki mahafil mein tu ) -2
Naache jawaani dhun hai pyaar ki
Aisi kushi mein maza le le le le
Aisi kushi mein maza le le le

( dil mein tu mere dil mein tu
Sapanon ki mahafil mein tu ) -2
Naache jawaani dhun hai pyaar ki
Aisi kushi mein maza le le le le
Aisi kushi mein maza le le le

Raat suhaani hai, kya nazaare hain -2
Chaandani haseen wo hamaare hain
Hamaare hain

( dil mein tu mere dil mein tu
Sapanon ki mahafil mein tu ) -2
Naache jawaani dhun hai pyaar ki
Aisi kushi mein maza le le le le
Aisi kushi mein maza le le le

Baat ko samajh, dil ka raaz hai -2
Saamane hai too, hamako naaz hai
Ye naaz hai

( dil mein tu mere dil mein tu
Sapanon ki mahafil mein tu ) -2
Naache jawaani dhun hai pyaar ki
Aisi kushi mein maza le le le le
Aisi kushi mein maza le le le

Husn pyaar kaa, kud nishaana hai -2
Chha gaya hai nasha dil deewaana hai
Deewaana hai

( dil mein tu mere dil mein tu
Sapanon ki mahafil mein tu ) -2
Naache jawaani dhun hai pyaar ki
Aisi kushi mein maza le le le le
Aisi kushi mein maza le le le



Browse: