Home Page »  A »  Altaf Raja
   

Pehle To Kabhi Kabhi Lyrics


Altaf Raja Pehle To Kabhi Kabhi


Pyyar mohabbat ke kisse -2 bekaar huye
Jab dekha toh dil ke tukade hajaar huye

Pehale toh kabhi kabhi ghum tha
Abb toh har pal hi teri yaad sataati hai - (2)
Pehale toh kabhi kabhi ghum tha
Abb toh har pal hi teri yaad rulaati hai - (2)
Pehale toh kabhi kabhi ghum tha
Magar yeh dard-e-judaayi hai har ghadi abb - (2)
Pehale toh kabhi kabhi ghum tha
Magar yeh daag-e-judaayi hai har ghadi abb - (2)

Main tujhase kaise kahu yeh bata
Ke teri yaad ke sahaare ji raha hoon - (2)
Main tujhase kaise kahu yeh bata
Ke ghum ke aansuo ko khud hi pi raha hoon - (2)
Main tujhase kaise kahu yeh bata
Na maar daale teri bewafaayi mujhako - (2)
Main tujhase kaise kahu yeh bata
Na maar daale yeh judaayi mujhako - (2)

Ho bata de mujhako bewafa yeh
Main teri raah mein kab tak khada rahunga - (2)
Bata de mujhako bewafa yeh
Main tere dar pe yuun kab tak pada rahunga - (2)
Hmm bata de mujhako bewafa yeh
Tu mujhako kab talak aise hi rulaayega - (2)
Bata de mujhako bewafa yeh
Tu mujhako kab talak apana na banaayega - (2)

Ai pagali tu kyun ro rahi hai
Ke gham toh mujhako uthaana hai ghum ka - (2)
Ai pagali tu kyun ro rahi hai
Tere liye toh sama hai yeh shehnaayi ka - (2)
Ai pagali tu kyun ro rahi hai
Ke gaanv chhodana hai mere muqaddar me - (2)
Ai pagali tu kyun ro rahi hai
Ke umrr gujaregi abb meri yeh safar me - (2)

Most Read Altaf Raja Lyrics


most anticipated las vegas concerts and festivals in 2026
Most Anticipated Las Vegas Concerts And Festivals In 2026
Sasha Mednikova - 16 Dec 2025
debby ryan and josh dun welcome baby felix winter dun
Debby Ryan And Josh Dun Welcome Baby Felix Winter Dun
Evren E. - 13 Dec 2025
sabrina carpenter condemns use of juno in white house ice video
Sabrina Carpenter Condemns Use Of Juno In White House Ice Video
Chris Page - 02 Dec 2025
benny blancos mother faces terrifying home invasion in studio city
Benny Blanco's Mother Faces Terrifying Home Invasion In Studio City
Faith Thompson - 26 Nov 2025
ariana grande hints at pausing tours after 2026 eternal sunshine shows
Ariana Grande Hints At Pausing Tours After 2026 Eternal Sunshine Shows
Sasha Mednikova - 18 Nov 2025
Browse: